Maro Maro Maro
Maro Maro Maro
Katle Aam Kar Dalo
Insaniyat Ko Toh Maar Chuke
Insano Ko Bhi Khatam Kar Dalo
Rakth ka Dariya Bahaa Daalo
Khushi ko Dafan Kar Dalo
Prithvi Ko Laal Kar Dalo
Maro Maro Maro
Maut ka Naach Hona Chahiye
Keval Mazhab Rehna Chahiye
Aman Nhi Jehad Hona chahiye
Jannat Nahi Jahanoom Hona Chahiye
Khuda Ko Bhi Ehsas Hona Chahiye
Apni Kriti Per Pachtava Hona Chahiye
Maro Maro Maro....
aDITYa